More Links

Jain Bhajan Lyrics - HAI YE PAWAN BHUMI


HAI YE PAWAN BHUMI


Hai ye paawan bhumi, yaha bar-bar aana..||
Shantinath ke charno me aa kar juk jana
Hai ye paawan bhumi, yaha bar-bar aana
Shantinath ke charno me aa kar juk jana


Tere mastak pe mukat hai, tere kano me kundal hai..||
tu toh karuna sagar hai, mujpar karuna karna
Hai ye paawan bhumi, yaha bar-bar aana


Tera tirth sundar hai,tu prano se pyaara hai..||
meri binti sunlena, beda par laga lena
Hai ye paawan bhumi, yaha bar-bar aana


Tu jeevan swami hai, tu antaryami hai..||
meri naiyan doob rahi hai, naiyan ko tera lena.
Hai ye paawan bhumi, yaha bar-bar aana


Teri savali surat hai mere man ko lubhati hai..||
prabhu meri bhakti ka swikar tu kar lena
Hai ye paawan bhumi, yaha bar-bar aana
shantinath ke charno me aa kar ke juk jana
hai ye paawan bhumi
yaha bar-bar aana..|||

Jain Bhajan Lyrics - HAI YE PAWAN BHUMI Jain Bhajan Lyrics - HAI YE PAWAN BHUMI Reviewed by Prashant Jain on 00:24:00 Rating: 5